kabh bhujegi...
kiski aarazu hai
kisko dhondhati hai meri nazar
kaisaa ye junoon hai
kaisi bebasi hai shaamo shehar
aye meri zindagi tujhase koi shikaayat nahi
bas itanaa bataa kab bujhegi meri tishnagi
naa koi kami hai naa hai kisise ranjish koi
yu to har khushi hai phir bhi jaane kyun main khush nahi
aye meri zindagi jane kiski talaash mein hain sabhi

yeh meri tishnagi
manzilon ke safar mein khwaahishon ki lehar mein
main bahaa jaa raha hoon ye kahaa jaa rahaa hoon
kiski aarzoo hai
kisako dhondati hai meri najar
kaisaa ye junun hai
kaisi bebasi hai shamo shehar
ye meri jindagi
khudase kyun ro rahi hai bebasi

ye meri zindagi tujhase koi shikaayat nahi

ye meri tishangi

1 Comments:
well i am one of ur classmates what i want to say is STOP CRITICIZING OTHERS "Apne girebaan main jhaankar dekho saari duniya aachi lagegi"
Post a Comment
<< Home